Best Mobile Camera Lens :
Namaskar dosto Pcndroid.com par aap sabhika swagat hai. Aaj iss post me aap sabhi ke liye lekar aya hoon Best Mobile Camera Lens jinko use karke aap High Resolution videos and photos capture karte sakte hai. Agar aap Youtube yaphir Tiktok ke liye video banana chahete yaphir aap Mobile photography karna chahte hai to ye post aap ko help kar sakta hai. Yaha par maine bohat research karne ke baat aapke liye ye sabhi smartphone camera lens ke bare me details batane wla hoon. Agar Mobile camera Lens ki baat kare too yaha par : Zoom lens , Wide Angle Lens and Telescope Lens sabhi prakar lens category milega iss post me. Sabse achi baat ye Mobile camera Lens bilkul budget ko dhyaan rakte huye maine sabhi lens choice kiya hai. Niche aapko sabhi Best Mobile Camera Lens ka details diya gaya hai.1. Crayotalk 8x mobile camera lens
Rs : 249
Ye ek Universal Zoom lens hai mobile ke liye , Zoom capacity
ki baat kare to aap lagbhag 8x tak hi digital zoom kar sakte hain. Agar aap
photo capture karte samai kisi object ko focus karna chahte to iss lens Manual
focus karne ka option bhi milega. Iss lens me universal holder milega yaneki
aap kisibhi smartphone me iss lens ko laga sakte hai. or sabse achi baat iss
lens ko istemal karna bohat hi easy hai.
Specifications :
Brand
|
CRAYOTALK
|
Model No
|
Black 8x,kit
|
Lens Type
|
Telephoto
|
Zoom Type
|
Optical Zoom
|
Zoom Capacity
|
8x
|
Weight
|
200g
|
Clip Holder
|
Yes
|
Color
|
Black
|
Battery
|
No
|
Universal
|
Yes , for All Phones
|
Plastic Type
|
ABS
|
Warranty
|
1 Year
|
2. Renyke Mobile phone camera lens Kit 3 in 1
Rs : 219
Iss lens me aapko Good build quality milega. Sabhi
smartphone me compatible hai, Usme se ek lens ka naam hai -
* Fish eye lens -
iss Lens ko use karke aap 180 degree me photo and video capture kar sakte hai.
* Macro lens - iss lens ko use karke aap choto se chote
object ka photo le sakte hai
* Wide Angle Lens - iss lens ko use karke aap Eksath Group
me photo le sakte hai.
Specifications :
Specifications :
Brand
|
Renyke
|
Model No
|
LENS_12 (3 In 1)
|
Lens Type
|
Wide Angle, Macro and Fisheye Lens
|
Zoom
Type
|
Not Available
|
Zoom Capacity
|
Not Available
|
Photo Quality
|
Clear / Sharp
|
Clip
Holder
|
Yes
|
Color
|
Blue and Black
|
Battery
|
No
|
Universal
|
Yes, Support All
Phones
|
Material Type
|
ABS
|
Warranty
|
1 Year
|
3. Lowfe 12x Zoom Wide Angle Zoom Lens
Rs : 329
Ye jo lens hai bohat hai kamal ka photo capture kar sakta
hai. Kiun ye ek super 12x zoom lens hai. Jara sochiye iss 12x Zoom lens ke
madad se aap kitna acha photo khiz sakte hain. Aapke phone ke liye Zoom lens
kharid na hai to iss lens ko ek bar dekh sakte hai. Iss wle lens ki khas baat hai ye aapko sirfo 350 rupee ke aas pass
amazon par milege. Or bohat sare logo ne iss Lens ka review bhi kiya hua hai.
Specifications :
Brand
|
Lowfe
|
Model No
|
lowfe 12x
|
Lens Type
|
Wide Angle HD Telescope Lens
|
Zoom
Type
|
Optical
|
Zoom Capacity
|
12X Zoom
|
Manual Focus
|
Yes, Ring
|
Clip
Holder
|
Yes
|
Color
|
Red and Black
|
Battery
|
No
|
Universal
|
Yes, Support All
Phones
|
Material Type
|
Plastic and Metal
|
Warranty
|
1 Year
|
4. Coolmobiz 20x Dual Focus Optical Zoom Lens
Rs : 1,999
Ye wla jo lens kafi unique hai kiun iss zoom lens ko istemal
karke aap night vision video record kar sakte hain. Iss lens dual focus mode
diya gaya hai. Baki mobile lens se ye thoda alag lens hai. Agar aap ek best
Zoom lens buy karna hai to iss lens ko cheak jarur kare kiun ki iss lens me
aapko milega 20x zoom. Iss mobile lens
me ek mobile clip ke sath ek tripod bhi milega jisko use karke aap kisi bhi
jagah par aapne phone ko stand kar sakte hai
Specifications :
Brand
|
Coolmobiz
|
Model No
|
20XMATTALIC_LENS_001
|
Lens Type
|
Telephoto
|
Zoom
Type
|
Optical
|
Zoom Capacity
|
20X Zoom
|
Focus Type
|
Dual Focus
|
Clip
Holder
|
Yes
|
Color
|
Metal Color
|
Battery
|
No
|
Universal
|
Yes, Support All
Phones
|
Material Type
|
Aluminum Shell +
Optical Glass
|
Warranty
|
1 Year
|
5. Skyvik Pro 2 in 1 Phone Lens
Rs : 1,999
Dosto ye lens kit bohad dhasu lens kit hai. Iss mobile
camera lens me aapko 2 lens milge jinko aap alag alag
personal choice ke hisab se istemal kar sakte hai or bohat acha photo click kar
sakte hai. Lens ki baat kare :- Wide Angle Lens, Macro lens milega. Ye Smartphone Lens thoda big size hai baki specifications niche hai.
Specifications :
Specifications :
Brand
|
SKYVIK Signi Pro
|
Model No
|
CL-PK2
|
Lens Type
|
Wide Angle, Macro
|
Zoom
Type
|
Not Available
|
Zoom Capacity
|
Not Available
|
Photo Quality
|
HD Sharp/Clear
|
Clip
Holder
|
Yes
|
Color
|
Black
|
Battery
|
No
|
Universal
|
Yes, Support All
Phones
|
Material Type
|
Aluminium Alloy and
Coated glass
|
Warranty
|
1 Year
|
Conclusion:
Dosto iss post me maine aapko Top 5 mobile camera lens bata
diya hai. Yaha par sabhi mobile lens ka Amazon par 4/5 star rate dekh kar hi ye
post banya hai. Sabhi mobile lens ko use karke aap ache ache video record kar
sakte hai or photography ke liye bhi in sabhi lens ko use kar sakte hain. Or in
mobile camera lens ki price ko dekhte hua kafi acha quality ka lens milta hai.
Ummid hai in sabhi mobile lens ke madad se aap acha quality Photos and Videos Capture
kar sakte hain. Sabhi lens ka maine amazon link provide kia hai aap chahe to
link ko click karke ye sabhi products ko buy kar sakte hai. Waise aapko humara
post kaisa laga niche comments me jarur boliye.
No comments:
Post a Comment